IQOO 13 Green India Launch

IQOO 13 Green India
Doston iQOO lagbhag sabhi smartphones me badiya features deta hai lekin iQOO ka phone iQOO 13 me bhi hame kaafi jyada badiya features dekhne ko mile the lekin yah phone bharat me green edition me avilable nahi tha or finally yah bharat me green edition me launch ho chuka hai aaj ke article me isi baare me baat karenge or janenge is smartphone ke khash features ke baare me.
Janiye Redmi ka sabse acha 5g mobile konsa hai
IQOO Green India Launch Date
Doston logo ke beech is smartphone ke green color ka kaafi jyada intezar chal rha tha doston iQOO 13 bharat me green edition me 4 july ko launch hua tha or baat kare is smartphone ke other colors ki to doston yah apne dusre colors me pahle hi launch ho chuka hai doston is color me logo ko kaafi jyada intezar tha finally yah smartphone green edition me 4 july ko launch ho gaya tha.
IQOO 13 Green Full Specifications
Doston is smartphone me iQOO ne kaafi jyada badiya features diye hai doston yah usi damdaar specifications ke saath apko milne wala hai lekin color me badlav hoga ap ise green color kaafi jyada fresh look ke sath dekhne ko mila hai or is color me iQOO 13 ko india me launch kar diya hai yaha par iQOO ne color ke mamle me har smartphone se hat kar kuch naya try karne ki kosis ki hai doston green color me hame bahut hi kam smartphone dekhne ko milte hai or is smartphone ka green color me launch hona logon ko kuch naya or alag sa smartphone dekhne ko milega or doston ajkal har smartphone kuch na kuch naya try kar rhe phone me kuch na kuch changes kar rhe hai lekin phone ke color ke mamle me koi bhi company apne smartphone par dhyan nahi deti he or isi ka fayda uthate hue IQOO ne apne smartphone me kuch naya try karne ki kosis ki hai or vese to IQOO 13 smartphone ka green color pahle hi aachuka tha lekin bharat me kuch dino pahle hi launch kiya gaya hai or saath me ab baat karte hai is smartphone ke specifications ki.
Price
12GB + 256GB - 54,999 ₹
16GB + 512GB - 59,999 ₹
Camera
Main camera - Sony IMX 921 + OIS
Ultrawide - 50 MP (Samsung JN 1)
Telephoto - 50 MP (IMX 816
Selfie - 32 MP
Display
6.82 / Q10 LTPO AMOLED / 2K Resolutions 144Hz Refresh rate,1800 nits hybrid brightness mode
Battery/Charging
6000mAh + 120W ultra fast charger ( 40%-10 mins) iQOO 13 Green keval 30 minutes me full charge ho sakta he
Processor
Snapdragon 8 Elite (3nm) + Q2 Gaming Chip
RAM/Storage
12GB RAM + 256GB Storage & 16GB RAM + 512 Storage (LPDDR5X+UFS 4.1)
FAQ -
Q.1 IQOO 13 green color bharat me kab launch hua tha?
Doston IQOO 13 green color me bharat me launch ho gaya hai or yah phone green color me 4 July 2025 ko hua tha.
Q.2 IQOO 13 green me kya naya hoga?
Doston phone pahle bhi launch ho chuka tha lekin iska green color ko bharat me baad me launch Kiya gaya yah phone vahi damdaar specifications ke saath ayega keval iske color me badlav ayga ap ise bharat me green color me bhi kharid payenge.
Q.3 Kya IQOO 13 gaming ke liye acha phone hai?
Haa doston IQOO 13 gamig ke liye ek acha phone hai kyonki isme Snapdragon 8 Gen 3 Processor hai or 144Hz Refresh Rate wali display di gai hai jo ki gaming ke liye badiya maani jaati hai.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें